Ek tha Bhagwan..... Ek tha Shaitan.....
Dono me jab jhagda hua to bahut hua Nuksaan.
Dono ne milkar samasya ka nikala ek samadhan.
Ek khilona banaya aur uska naam rakha INSAAN.
Shaitan ne apni Taaqatein di..... "Krodh, Ghamand
Aur Jalan".
Bhagwan ne apne ansh diye.....
"Pyaar, Daya
Aur Sammaan".
Bhagwan se Muskurakar bola fir Shaitan.
"Na tera Nuksaan..... Na mera Nuksaan.
Tu Jeete ya Mein Jeetu,
HAAREGA INSAAN."
Aur Esiliye Kehte hai ...
"Koi Toote To Use Sajana Seekho ...
Koi Roothe To Usse Manana Seekho ...
Rishte To Milte Hain Mukaddar Se ...
Bas
Unhe Khoobsurti Se Nibhana Sikho!"